/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, January 10, 2013

MPTET : संविदा शिक्षक की अंतिम सूची जारी


MPTET : संविदा शिक्षक की अंतिम सूची जारी 
अलिराजपुर | 09-जनवरी-2013


 जिला परियोजना समन्वयक श्री आर.एस. बामनिया ने बताया कि द्वितीय गुरूजी पात्रता परीक्ष में चयनित गुरूजियों की संविदा शाला शिक्षक के पद पर नियुक्ति के लिये अंतिम सूची जारी कर दी गई है। यह सूची जिले के समस्त जनपद पंचायतों के सूचना पटल पर चस्पा कर दी गई है। संविदा शाला शिक्षक को से संबंधित आदेश समस्त विकासखण्डो  के मुख्यकार्यपालन अधिकारी  जारी करेंगें


2 comments:

  1. TET ko base banao:
    koi bhi ayog ya commission agar kisi post ke liye exam leta hai to niyukti apne result ke adhar par deta hai. jo ki bilkukl sahi hai. kyonki usase yah pata chalta hai ki aap aaj ki tarikh me is pad ke kabil hai athva nahin.aapne snatak , B.Ed. ya H.S. ya Inter kahan se kab kis board ya universityse kiya hai ye sbaka alag -alag hai sbke niyam va exam system bhi alagalag hai.Ek din maine kahin padha tha ki TET ke aage chaar digriyan bekar. mai poochhata hoo ki bina snatak ke kya b.ed. ho sakta ya bina ya b.ed. ya samkasha ke TET smbhav hai. kuchh naklachi hallaa machaa rahe hai ki NCTE ne keval TET pass hone ko kaha hai merrite ke adhar par niyukti ke liye nahin.mai poochhta ki NCTE ne mana kab kiya hai aur mana karaga bhi to kyon ? keuchh log tark dete hai ki exam sahi dhang se nahi hua . are aap ye bataye ki aap ke pas omr ki karban kapi hai ya nahi to agar aap yogya to use lekar court jaye ki maine 120 se jyada sawal sahi kiye hai aur naukari 90 wale ko kyon di ja rahi hai ? lekin TET meerite ke khilaph jane matlab kya hai ? agar aap sahi hai to saari naukariya alag- alag board aur university ke alag pariksha niyamo se pass hone wale sabhi ko keval shikshik yogytaon ke adhar par naukari de di jaye . SSC,IAS,PCS adi boardo ko samapt kar diya jaye. (C.N. Bajpai Mohana

    ReplyDelete
  2. Are sari naukari teacher ki nhi hoti sab me anter hota hi teacher ke liye sare class ka gyan kam ata hi

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।