/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, January 27, 2013

UPTET : बीएड अभ्यर्थी हाईकोर्ट में दाखिल करेंगे याचिका


UPTET : बीएड अभ्यर्थी हाईकोर्ट में दाखिल करेंगे याचिका

  
जौनपुर : टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक रविवार को मारुति मंदिर पर हुई। जिसमें सर्वसम्मति से वर्ष 2012 में टीईटी उत्तीर्ण करने वाले अभ्यर्थियों को शिक्षक भर्ती प्रक्रिया से बाहर करने की मांग की गई। इसके लिए संघर्ष मोर्चा की तरफ से हाईकोर्ट में एक याचिका दाखिल करने का निर्णय लिया गया

वक्ताओं ने कहा कि टीईटी की परीक्षा में वही लोग पात्र है जो उस समय बीएड उत्तीर्ण थे। जिसमें बहुत सारे अभ्यर्थी ऐसे थे जिन्होंने बीएड में सिर्फ प्रवेश लिया था। ऐसे अभ्यर्थियों की संख्या 47 हजार है जो पूरी तरह से भर्ती प्रक्रिया के लिए अयोग्य है।

इस मौके पर रविन्द्र यादव, अरविन्द यादव, संजीव यादव, ओम प्रकाश यादव, सुशील मौर्य, अमित सिंह, अजय गुप्ता आदि मौजूद रहे

News Source : Jagran (27.1.13)
*********************************
On Facebook people are sharing this info ( Abhee ye baten prmanik nahin hain aur galat bhee ho saktee hain, jaisa kee FB par bahut se log gapshap/gossips bhee karte rehte hain) -


1-BSA OFFICE PAHUCHA BSA LOGIN CODE

2-CUT OFF OR FIRST COUNS KE HARD COPY 6 SETS ME BSA OFFICE PAHUCH CHUKI HE

3-FIRST COUN ME TEEN GUNE AWAYARTIO KO FIRST COUNS ME MOKA DIYA JAYEGA

NEWS FOR ALL

1-CUT - OF 28-29 KE DER RAAT TAK NIC UP BESIC BOARD EDUCATION NIC PER AAYEGE

2-CUT-OFF APKE GUDANK KE AYEGE

3-PAHLE JIS DISTICT KE CUT-OFF ME APKA GUDANK HO OR RANK BHEE ACCHI HO USME KARAY COUNS

4-COUNS KE SHABHEE DOC TEYAR KARE
************************
*********
आप अपनी समस्याओं के हल के लिए फेस बुक पर यू पी टी ई टी का ग्रुप 

भी ज्वाइन कर सकते हैं 
ग्रुप का नाम - यू पी टी ई टी आल इन वन 
TO JOIN UPTET GROUP in FACEBOOK - 
(UPTET ALL IN ONE ), Click Here - 
*********



5 comments:

  1. Sahi hai bhai lage raho...2012 ko out karo..koi arthic sahayta chahiye to bataye...

    ReplyDelete
  2. Tet over Age and under Age wale Student Ke mob No
    8445178190

    9759196935

    7499088470

    9639688236

    9926384570

    9719770357

    5624063821

    5624063822

    9837494130

    9369260378

    8004200800

    9837127964

    9044758491

    9045682658

    9368189696

    9914431524

    7800108173

    8737846644

    8765219022

    9729711699

    8574417138

    9568884244

    8896423864

    7409650499

    9627357846

    9627307412

    9450450150

    7830916008
    From:-
    Pawan kumar Gupta
    9837120282
    Moradabad

    ReplyDelete
  3. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।