/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, April 10, 2014

72825 Teacher Recruitment : Shikshak Bhrtee Par Koee Nirnay Nahin, TET Data nahin, Lag Sakta Hai Samay

72825 Teacher Recruitment : Shikshak Bhrtee Par Koee Nirnay Nahin, TET Data nahin, Lag Sakta Hai Samay

UPTET  / टीईटी / TET Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News


72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order,

See Hindustan Paper News :




News Source / Sabhaar : Hindustan Paper (10.04.2014)

25 comments:

  1. Inke pass itna hbi dimag nahi raha jo bharti par koi charcha kar saken.inhe kab akal aayegi

    ReplyDelete
  2. Sp gov apne ko supremcourt se uper samgh rahi hai.vinash kale viprit budhi iske uper charitarth ho raha hai.iska ghamand nahi todoge to ye yese hi karti rahegi. Aap apna vote iske kilaf bjp ko dekar iska naas kar do. Jai maata di.

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. sp ko sabak sikado tabi yaad karaga tet valo ko .

    ReplyDelete
  5. 100 take general huge kyoki waha take kewal47000 bache ho rage hai

    ReplyDelete
  6. Sp gov abhi bhi isko ulghane ka Kuch soch rahi hai . Ki Kya kiya jaye ki abhi bhi bharti puri na ho ...................jai mata di

    ReplyDelete
  7. Ye neta log kaha chale gaye hain inka koi bayaan nahi aa raha hai .

    ReplyDelete
  8. Ab samay aa gaya hai enko is bar ke chunav me sabak sikhane ka. All the best.

    ReplyDelete
  9. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tet merit sangharsh morcha se jude samast sathiyon ek jut bane raho. Ekta me shakti h. Shiv kumar pathak ji , ap sangharsh krte rahen , hm sabhi apke sath h.

      Delete
  10. Agle 2-3 sal me sp ka namonishan mit jayega. jo jaisa karta hai vaisa hi bharta hai

    ReplyDelete
  11. mitron sarkar kabhi hamare sath nahi kadi hogi.hume kewal nyayalay ka asra hai,yadi nyayalay hamare sath khada rahega to aaj nahi to kal sarkar ko jhukna hi padega.

    ReplyDelete
  12. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  13. aap log chinta na karein pharti to hoke rahegi, akhilesh be baap ke baska bhin nahin rokna ab

    ReplyDelete
  14. jis parkar tet bhaione sucide kiya waise hi marega sala akhilesh court ke order ko dekh dekh kar

    ReplyDelete
  15. मैं उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री, बेसिक
    शिक्षा मंत्री, मुख्य सचिव, बेसिक शिक्षा सचिव
    से अनुरोध करूँगा कि एक बार फिर से सुप्रीम कोर्ट
    का आदेश पढ़ लें। वहाँ should would can
    जैसे शब्दों का प्रयोग नहीं किया गया है
    बल्कि बिल्कुल स्पष्ट शब्दों में लिखा है
    कि किसी भी कीमत पर 12 सप्ताह में
    भर्ती की प्रक्रिया पूरी की जाये।

    ReplyDelete
  16. अगर अब भी
    समाजवादियो को अंग्रेजी नहीं आती तो अफसरों का नैतिक
    कर्तव्य बनता है कि उन्हें आदेश का हिन्दी अनुवाद
    करके बताये।
    यह सुप्रीम कोर्ट है सैफई की पंचायत नहीं।

    ReplyDelete
  17. सुब्रतो राय सहारा समूह के मालिक जिनके नीचे
    लाखों कर्मचारी कार्यरत हैं वो सहारा श्री तिहाड़
    जेल में सिर्फ इसलिए दिन रात रो रहे हैं
    क्योंकि उन्होंने कोर्ट के आदेश को हल्के में ले
    लिया था।

    ReplyDelete
  18. सुप्रीम कोर्ट का सबसे बड़ा कार्य यही है
    कि न्यायपालिका को मजबूती प्रदान करना और अगर
    किसी ने उसके आदेश को हल्के में लेकर
    न्यायपालिका को कमजोर करने की कोशिश
    किया तो सुप्रीम कोर्ट उसे कभी माफ नहीं करती।

    ReplyDelete
  19. अगर 84 दिनों में भर्ती पूरी नहीं हुई तो सचिव
    महोदय तब तक तिहाड़ जेल की रोटी खायेंगे जब
    तक भर्ती पूरी न हो जाए। भर्ती का GO तब तिहाड़
    से जारी करना पड़ जायेगा।

    ReplyDelete
  20. lo,
    mai fir vishesh samay per aa gaya. suna hai ki laaton ke bhoot baaton se nahee mante.s c ke order se ye nirvivad rup se clear hai ki akal less sarkar ne bina vajah bharti ko latka kar tet berojgaron ka kitna jaan va maal ka nuksaan kiya hai. inhon ne pratyek berojgaron ka vetan ke roop me 3.5 laakh rs. saalaana yaani ab tak dhayee (2.5) saal se byaaj sahit 1000000 (das lakh) ka nuksaan kiya hai yaani 72825 sikshakon ka
    72825 into 1000000 =72825000000 (bahattar arab) rupee ka nuksaan, plus 350 karor yanee 3.5 arab rupees form bharne ke kul lagbhag 75 arab rupees ka nuksaan gareeb berojgaron ka kya hai.uprokt lagbhag 72 arab ka 65 percent kendra sarkaar deti jo ki sabhi teachers uttar pradesh me
    hee kharch karte .jisase apne pradesh ka vikaas hota aur bank maala maal rahte kintu ye akal less aur mulla yamraaj milkar uttar pradesh ke vikaas ko gart me kar diye jiska hame inka dugna nuksaan karke aur vote ka nuksaan karke pura karna hai vo kaise. 1. inke ghar ke bhai bhateeje larke patni bahu kul mila kar beeson log arabon rupaye sansad va vidhayak nidhi ke rup me dakar jate hain jo ki gareebon ki mehanat ke tax hain inko chunav me hara kar sabak sikhaana hai . 2.inke maai baap
    vote bank hain inhe inke vote bank per chot kar ke inka arbo rupye ka
    garit bigaar kar anya jeetane vale candidete ko vote de va apne gher ke kareeb 10 logon ke vote va sthiyon ke vote inke pratidvandiyon ko dilva ker inhen haryen. 3.har din ek vigyapti pratyek jile se ya samoohik rup me lucknow se pradershan kerke meadia ke samne poocchen ki sc.dvara diye gaye adesh ke anusaar aaz 70, 69, 68, 67, 65, aadi din shesh bache hain sarkar kab bharti shuru karegee. is prakar ki vigyapti sabhi akhbaar va shashan ko vitarit kare jisase sarkaar dabav me aaye tatha bharti ka shasnadesh jari kare aur samaaj va gadhank dhaariyon ko sachayee ka ahsaas ho aur inka gussa ubaal khaye tatha chunav me inko arthee ke liye 4 sansad se jyaada na naseeb hone paye . isliye aakhree dam tak sangharsh jaree rakhen soyen kadapi na. Mukhtar ambedkarnagar.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।