/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, October 31, 2014

72825 Teacher Recruitment

72825  Teacher Recruitment


News Sabhaar : Hindusta paper (31.10.14)



UPTET 72825 Latest News In Hindi | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling

43 comments:

  1. Ye kya baat hui, ye kaisa management h? K jin logo ki counslng ho chuki h unki seat lock nhi h , ydi is bar koi us se b heigh merit wala aa jayega to pahle counslng kara chuke logo ko bahr kr diya jayega agr unki merit km hogi, to pahle hi uska doc. Vapas kr dena chahiye tha. Taki wo dusre dist. Me counslng kra ske. Aur ek sawl ydi 3rd counslng se ukt candidate ka naam hata diya gya hoga to iska matlab ye k uski seat lock ho chuki h? Pls reply.

    ReplyDelete
  2. Nahi aisa ho hi nahi sakta. Jinki counsilling pehle ho chuke hai aur docs wapas nahi hue hai unko darne ki bilkul bhi jarurat nahi hai

    ReplyDelete
  3. Mera matlb ye h k jaise sitapur ki merit low hone ki vajah se jin logo ki counslng eaha ho chuki h, ab waha ydi koi heigh merit wale candidates ne counslng karwai to kya sbi km merit walo ka docmnt vapas kr diya jayega? Sir pls try to undrstnd k mai kya puchhna chah rha hu, shayah mai achhe se apni baat kah nhi paa rha hu. Agr aap smjh rahe h k mai kya puchhna chah rha hu, to pls clear kare.

    ReplyDelete
  4. Thank you vijay bhai, lekin is paper cutting me dekhiye kya likha h k is counslng me sirf patr candidats ka chayan ho rha h, kisi ki seat lock nhi ki ja rhi h? Isliye confuse ho gya tha. Thank you .

    ReplyDelete
  5. Jalaunka f sci obc ka cut off kya hai ab waha kitni seats khali hai please tell me

    ReplyDelete
  6. Ye hindustan paper wale kch jada he padhe likhe h kch bhi chap dete h

    ReplyDelete
  7. PrakashiP (101.211.33.238)PROM =03/11/14 PROF =06/11/14 SM = 05/11/14 NEELIMA=? TET WTG=? PG BED=10/12/14

    ReplyDelete
  8. Gen sci 110
    Gen art 112
    Taiyar rhe couns k ligr

    ReplyDelete
  9. <<<< VINOD BHAI TET NETA KI KALAM SE>>>>> very very good morning my all tet merit fb friends ak bar sabse pahle aur sabse tej news 3 rd counciling me general 109 obc 103 sc 89 art verg safe. Science ka general 2 obc 4 tatha sc 3 ank kam merit. Female 102 tak safe. Decemember ke 1 week se prt me milne lagega niukti patra. Jai tet merit jai s.k. Pathak jai tet neta jai dattu

    ReplyDelete
  10. Sbhi DIET walo ko nirdesh milna chahiye ki seat se jada counsling na kre

    ReplyDelete
  11. Abdesh bhai niyukti patra dec.k first week se milne lagega ye news kaha tk sahe hai

    ReplyDelete
  12. Ye news according to vinod pande mere anusar b sahi lagta h sarkar phle niyukti patra degi uske bad 4th couns karegi

    ReplyDelete
  13. B-ed,BTC 2012 vale jo TET 2011 me pass hai vo junior Bharti me kaisie shamil ho gye jabki B-ed aur TET ka certificate to ulta hi hai rules k according Pehle B-ed pass hona chahiye fir TeT Rajesh ji aap k hisab se kya hai iska jabab lagata hai aap ke pas nahi hai is liye abhi tak jabab nahi diya hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tet ka exam 7saal tk valid h......or ise appearing wale b de sakte h....chahe wo state tet ho ya central tet....

      Delete
  14. Gen wale cutt off dekhkr nirash n ho abi ek couns aur hogi lekin sito kisankhya 10-20hi hogi so jisne 50 distt se dala hoga fayde me rhega

    ReplyDelete
  15. NCTE ne kendra sarkar ki SAMEKIT SHIKSHA NITI ke tahat neuntam ank ahrata samanya varg ke liye 45% nirdharit ki hai sahayak adhyapak pad ke liye dhyan dene wali baat ye hai ki na ki B.ED.ke liye.ye jo social media me ncte ki guideline dikha rahe hai samay-2ki ye sirf b.ed karne ke liye hai naki sahayak adhayapak banane ki.isliye galatphami me man me na pale aur samasya niwaran samiti ne poori vidhik salah lekar hi in kia h

    ReplyDelete
  16. B-ed,BTC 2012 vale jo TET 2011 me pass hai vo junior Bharti me kaisie shamil ho gye jabki B-ed aur TET ka certificate to ulta hi hai rules k according Pehle B-ed pass hona chahiye fir TeT Rajesh ji aap k hisab se kya hai iska jabab lagata hai aap ke pas nahi hai is liye abhi tak jabab nahi diya hai.kya jrt/prt dono me hai ab bata bhi do.

    ReplyDelete
  17. Kya obc sci. 100 k niche ayegi 3rd me.. Pls. Reply

    ReplyDelete
  18. Plzz.... smbody tell
    ji mere college ka ncte letter to hme college se mil gya hai pr net pe nhi mil rha to kya isse coun. K wakt koi problm hogi.....

    ReplyDelete
  19. 93 obc male art walo ka koi chance banta hai kya pls reply anyone

    ReplyDelete
  20. Kya gen. 108 no tak merit jayega ki nahi

    ReplyDelete
  21. Blog bejaan lagta hai.
    Umasanker bandhu ke bina.

    ReplyDelete
  22. Kuch vidwan log 2007-08, 2010-11 ke pichhe haath dhokar pade hain jabki baar baar unhe samjhaya ja raha hai ki 2007 main baad main 45% kar diya gaya tha aur 2010 to tha hi 45% ka . ye baat aap nivaran samiti ke tark se bhi samajh sakte hain jisme kaha gaya tha ki ncte ne 2010 tak 45% ke saath b.ed karne ki chhut di hai isiliye sabhi valid hain .phir bhi kuch logon ne bhramit karne ki kasam kha rakhi hai.

    ReplyDelete
  23. Junior par Professional wale case ki next date 11 Nov 14 hai. Kya decision hoga ya har baar ki tarah date melegi.

    ReplyDelete
  24. Replies
    1. Aake farm bharne ki snkhya pr nirbhar krta h.gr abive 40 diss. H.to smbhav h.

      Delete
  25. Abdhesh sir....
    Ye mete question ka ans. Hai?

    ReplyDelete
  26. Obc sci male 109 40 dist aply 3rd cnsl me kya chance hai mai abhi banglore me hoo please reply sooon

    ReplyDelete
  27. Obc sci male 109 40 dist aply 3rd cns me kya chance hai

    ReplyDelete
  28. B.Ed 2006 me kiya aur usi college ko NCTE approval mila 2008 me to kya B.ed degree valid hogi ya nahi. Koi batai. Thanks

    ReplyDelete
  29. 115.246.96.107)sutro se mili jaankaari ...gen art male.113..sci...111..tak wale coun..ki tayaari kare

    ReplyDelete
  30. B.ed.2012 wale kaise appearing ho gaye jb ke appeared same year ka hoga kyonki 12-13 ka ses.wala nahi jb ke (11-12 ses.)wala hi samil ho sakta hai baki nahi yanha to 1year ka fasala a raha hai .tet vailid five year ka hai but b.ed. pass pahle ka ho or same year na ki 1year pahle ka ho wo tet exame me samil nahi ho sakta nahi to (2013-14-15....)sabhi appearing me a jayege un bairogaro ka kya hoga jo rule ke hisab se sab pass kiye hai .

    ReplyDelete
  31. Pl. Reply me as soon as possible rajesh ji

    ReplyDelete
  32. Bhanu ji "Hi" ka matab nahi samajhh me a raha haii.

    ReplyDelete
  33. mera 113 obc mail hai .gonda me counceling karaya hai dusree counceling me. 27 jagah bhara tha 22 jagah pratyavedan diya kintu ab teesree conceling hetu letter me keval vahi gonda hee aa raha hai jabki cut-off ke anusar 21 jilon me nane hona chahiye tha is prakar ab mai kahee counceling nahee kara sakta.iska matlab hai ki meri seat gonda me resurve or lock ho gayee hai iske atrikt ab chaho jo bhee ya akhbaar vaale kuchh kahen to vo saraaser galat hai. iti siddham.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।